Showing posts with label Bewafai. Show all posts
Showing posts with label Bewafai. Show all posts

140 Words Pyaar Dard-E-Dil Shayari SMS in Hindi

Short PYAR DARD-E-DIL HINDI SHAYARI: 5 Best Pyaar Dard-E-Dil SMS in Hindi, Top 5 Pyar Dard-E-Dil Hindi Messages, Latest Dard-E-Dil Pyaar Text Message in Hindi, 140 Char Dard-E-Dil Pyar Hindi Text Shayaris.

Dard-E-Dil Pyaar Hindi Shayari SMS Collection

Jis Ko Mae-Neh Di Apni Yeh Zindagi,
Woh Shaksh Hin Kateel Mera Nikla,
Hum Toh Tufan Seh Darte Rahen,
Lekin Jis Neh Dubaya Mujhe,
Woh Toh Saahil Nikla..

Mana Keh Aajh Dur Hon Aap Hum Seh,
Par Duriyo Seh Kabi Dil Nahin Toota Kar Teh,
Vishwas Ki Mitti Meh Ugh Teh Hen Joh Podhe,
Woh Waqth Kin Aandhiyo Seh Nahi Toota Kar Teh..

Pyaar Kar Keh Bhulana Naa Aaya Hum Hen,
Kisi Keh Dil Koh Manana Naa Aaya Hum Hey,
Kisi Seh Tadpna Toh Sikh Liyaa,
Par Kishi Kon Tadpana Naa Aaya Hum Hey..

Tumhari Duniya Seh Jaane Keh Baad,
Hum Tum Hen Har Sitaaro Me Najhar Aaya Karengeh,
Tum Har Pal Ko Duwaa Maang Lenaa,
Aur Hum Har Pal Tut Jayaa Karenghe..

Unh Keh Liye Jub Hum Neh Bhatkna Hen Chhoda,
Yaad Meh Unh Kih Tadpna Hey Chhoda,
Woh Roye Bahut Tub Aah Kar Hamaare Pash,
Jub Hamare Dilh Neh Dhadhkna Hen Chhoda..

Sad Love Shayari in Hindi for Girlfriend

Sad Love Hindi Shayari for Girlfriend, Sad Love Girlfriend Hindi Shayari, Love Sad Shayari for Girlfriend, Sad Love GF Shayari in Hindi, Really Sad Love Shayari for Girlfriend:

Sad Love Shayari in Hindi for Girlfriend

  • Aankhe Royengi Aap Keh Jaane Keh Baad,
    Yaad Aayenge Aap Jaane Ke Baad,
    Jaane Waale Palat Keh Dekh Lenaa Zaraa,
    Saayad Yeh Zindgi Naa Rage Aapke Jaane Ke Baad..

  • Kisi Ki Yaad Main Baar Baar Rone Seh,
    Dil Kaa Dard Kam Nahi Hota,
    Pyaar Toh Takdir Main Likha Hota Hey,
    Tadap Ne She Koe Apna Nahi Hota..

  • Wakth Badal Hata Hey, Insaan Badal Jaate Hey,
    Vakth Wakth Peh Rishto Keh Andaaz Badal Jaate Hey,
    Kabhi Kahe Diya Apnaa To Kabhi Kar Diyaa Paraya,
    Din Aur Raat Kih Taraha Zindagi Ke Ahesas Badal Jaate Hey..

  • Parchai Aap Ki Humaare Dil Meh Hey,
    Yaadeh Aap Kih Humaari Aankhon Meh Hey,
    Kae Seh Bhoolae Hum Aap Koh,
    Pyaar Aap Kaa Humaari Saanshon Meh Hey..

  • Yadon Keh Darmiya Woh Ekk Ehsaash Chhod Gaye,
    Meri Shaans Meh Apni Khushbu Chhod Gayeh,
    Kabhi Saath Jine Marne Keh Vaade Kar Teh Theh,
    Aajh Woh Humen Marneh Keh Liyen Akela Chhod Gayeh..

Bewafa Hindi SMS Shayari for Boyfriend

BEWAFA BOYFRIEND HINDI SHAYARI SMS:

There are so many 'Bewafa SMS for Boyfriend' out there. But people may often confuse to choose right 'Bewafa Hindi Shayari for BF' from them. So for them we have chosen one of our favorite 'Boyfriend Bewafa SMS Shayari in Hindi' and posted it right down below here for all of you.

Bewafa Hindi SMS Shayari for Boyfriend

Logh Ishq Kar Teh Hey Bade Shor Keh Sath,
Hum Neh Bhi Kiyaa Tha Badeh Jhor Ke Sath.
Maghar Abb Karengeh Jhara Gaur Keh Sath,
Kyon Kih Kal Hin Dekha Tha Uss Seh Kishi Aur Keh Sath!

Dard-E-Dil Bewafai Shayari for Girlfriend

Dard-E-Dil Shayari for Girlfriend, Girlfriend Bewafai Hindi Shayari, Dard-E-Dil GF Bewafai Hindi Shayari, Bewafai Dard-E-Dil Shayari for Girlfriend in Hindi:

Dard-E-Dil Bewafai Shayari For Girlfriend

Khuda Neh Kass Mohabbat Banae Naa Hotih,
To Aajh Ess Taraah Hamaare Pyaar Ki Rushvaae Naa Hotin.
Kash Unh Ke Dil Main Jhara Shi Wafa Hotih,
To Ess Taraah Mere Sath Bewafae Naa Hotih..

New Bewafa Shayari in Hindi

Bewafa Shayari in Hindi, New Girlfriend Bewafa Hindi Shayari, Latest Bewafa Shayari, New Bewafa GF Shayari, Bewafa Girl Friend Shayari in Hindi:

New Bewafa Shayari in Hindi

Ekk Tute Huve Dil Kih Aavajh Mujh Hen Kahiyen,
Surh Jish Main Hey Sub Gham Kej Wo Sajh Mujh Hen Kahiyen.
Mehn Konh Huhn Aur Kya Hun Kis Keh Liye Jinda Hun,
Mah Khud Bhi Nahin Samajha Wo Rajh Mujh Hen Kahiyen Zara.

Dard Bhare Bewafai Hindi SMS Messages

Dard Bhara Bewafai Hindi SMS for Girlfriend, Best Dard Bewafai Hindi Shayari, Free Broken Heart 140 Words SMS in Hindi, Latest Hindi Dard Bhare Bewafai Text Messages:

140 Words Dard Bhare Bewafai SMS Text Messages in Hindi

Bhul Javo Aap Hum Hen,
Ghum Nahin Hen Koe Hume,
Hak Aap Koh Bhul Jane Ka Hey,
Hum Kyaa Kare Hen,
Etna Toh Bataa Do Sanam,
Hum Ko Pyaar Nibhane Ka Hak Hey!!

Sorry SMS Messages For Girlfriend - Sorry Quotes in Hindi

Sorry Messages For Girlfriend, Sorry Hindi Quotes, Sorry Hindi SMS For Girlfriend, Sorry SMS Quotes in Hindi, Sorry SMS Messages For Girlfriend:


Din Meh Deep Zalane Seh Kya Hoga,
Raah Meh Aagh Lagaane Se Kya Hoga,
Jin Hen Hamari Yaad Bhi Nahi Aati,
Unh Hen Sms Karne Se Kya Hoga..

Bhul Se Koe Bhool Hey Hon,
Bhul Samaj Kar Bhul Jaana,
Aur Bhulna Sirph Bhul Ko,
Bhul Seh Bhi Hameh Naa Bhulna..

Sorry To Har Koe Bolta Hey,
Lekin Kisi Ko Uska Full Form Hi Malum Nahi He.
To Exclusively Prastut He Yeh Sirf App Ke Liye.
S - Some
O - One
R - Realy
R - Remmember
Y - You

Bahut Hi Udaas Hey Koe Shakhs Tere Jaane Seh,
Ho Sake Toh Lout Keh Aajha Koe Bahane Seh,
Bhale Tu Lakh Khafaa Hon Par Ekk Baar Toh Dekh Le,
Koe Bikhar Gaya Hey Tere Ruth Jaane Seh..

Ess Kadar Meri Dosti Ka Emtehaa To Mat Liji Yeh,
Khafa Ho Kyun Yeh Toh Bata Diji Yeh,
Maaf Kar Doh Agar Hon Gayi Hon Hum Seh Koe Bhul,
Par Aise Yaad Naa Kar Keh Humeh Sajha To Mat Diji Yeh..

Broken Heart SMS Shayari Text Messages in Hindi

Top 10 Broken Heart Shayari Text Messages in Hindi:

Send broken heart sms text messages online

Send broken heart sms text messages online. We have posted some nice 'Broken Heart Hindi SMS' here. You can send these 'Broken Heart Shayari in Hindi' to your friends.

Pyaar Mein Humaare Sabar Ke Emtihan Ko Dekho,
Wo Meri Bahon Main Soh Gae Rote-Rote Kishi Or Ke Liye.

Khul Ke Dil Se Milo To Saza Dete Hai Log,
Sache Jazbat Bhi Thukra Dete Hai Log,
Dekh Nahi Sak'ta Do Insano Ka Mil Na,
Baithe Huve Do Parindo Ko Bhi Uda Dete Hai Log.

Wo Humare Kab They Jo Beghane Ho Gaye,
Zara Se Baat Thi Kya Fasane Ho Gaye,
Kya Use Ilzaam Duh, Kya Sunaye Haal-E-Dil,
Ab Koe Hoga Naya Hum Purane Ho Gaye.

Jab Bhi Teri Yaad Aati Hai,
Aashuhon Ki Baarish Sath Laati Hai,
Ghum Teri Judae Ka Jeene Nahi Deta,
Har Khushi Abb To Duhai Laati Hai.

Har Ekk Muskuraht Mushkan Hoti Nahi,
Nafrat Hon Yaa Mohabbat Ashan Hoti Nahi,
Aansu Ghum Ke Aur Khushi Ke Ekk Jae Seh Hote Hai,
Enh Ki Pahechaan Ashaan Hoti Nahi.

Meri Mohbbat Bejuban Hoti Rahi
Dil Ki Dhadkan Apna Vazud Khoti Rahi
Aaya Nahi Koe Mere Karib Dukh Me
Ek Barish Hi Thi Jo Sath Roti Rahi.

Koe Mila Hi Nahi Jish Ko Wafa Dete,
Har Ek Ne Dokha Diya Kish-Kish Ko Sajha Dete.

Kishi Ko Pyaar Ki Sachae Maar Daleghi,
Kishi Ko Dard Ki Gaherae Maar Daalegi,
Bichhad Keh Koe Jeeh Nahi Sakataa,
Joh Bach Gaya Ushe Tanhae Maar Daalegi.

Kyaa Batavu Mera Hal Hai Kae Saa,
Ekh Din Gujarta Hey Ekk Saal Jae Sa,
Tadpta Hu Esh Kadar Bewafae Me Ush Ki,
Ye Tan Banta Jha Raha Hey Kankaal Jaisa.

Teri Yaad Ne Hame Jine Na Diya,
Chain Seh Hum Ko Abb Marne Naa Diya,
Hum Pite Hey Teri Yad Me Zalim,
Par Esh Duniya Ne Hame Pine Na Diya.