Latest Hindi Dosti Shayari Collection
Latest Dosti Hindi Shayari, Friendship Shayari Collection, Dosti Shayari in Hindi:
- Dosti Se Aaj Pyar Sharmaya Hai,
Teri Dosti Ne Hum Hein Jeena Hey Sikhaya,
Kya Mange Khuda Se Hum,
Wo Toh Khud Aajh Mere Dar Par,
Teri Dosti Maangne Hey Aaya..
- Kuch Log Jo Aankhon Mein Rahe Dil Main Rahenge Ab,
Bass Jagah Badal Rahi Hey Koe Duri Nahi,
Hum Aap Se Mil Na Sake Jab Dil Chahe Milna,
Fashlon Ke Bad Bhi Aesi Majburi Hi Nahi..
- Dil Main Armaan Hey Bahut,
Zindagi Main Gham Bahut Hai,
Kab Ki Maar Dalti Ye Duniya Humaen,
Kambkatt Doston Ki Duvaon Main Dum Hey Bahut..
- Rishton Ki Dori Kamzor Hoti Hey,
Aankhon Ki Batain Dil Ki Chor Hoti Hey,
Khuda Ne Jab Bhi Pucha Dosti Ka Matlab,
Hamari Ungli Aap Kih Aur Hoti Hai..
- Enn Ankho Seh Sapne Churaya Na Karo,
Humari Dosti Ko Aajhmaya Naa Karo,
Tum Hari Ekk Hansi Meri Dil Ki Dhadkan Hey,
Unh Hen Yuh Na Aansu Oh Main Gavaya Karo..
- Kuchh Rishte Anjane Meh Ban Jaate Hai,
Pahele Dil Seh Fir Zindgi Seh Jud Jaate Hai,
Ush Daur Koh Dosti Kahete Hey,
Jis Meh Anjane Naa Jaane Kab Apne Ban Jate Hey..
- Hum Dosto Ko Humrah Samjhate Hey,
Hum Dosto Koh Jaan Samjhate Hey,
Dost Hame Bewafa Samjhe To Kya Huva,
Hum Dosto Ki Parchhae Hey Banate..
- Fansle Mita Keh Dilon Me Pyar Rakh Nah,
Dosti Ka Rashta Yu Hin Bekrar Rakh Nah,
Mana Ki Bahut Pyare Pyare Dost Hey Aapke,
Par Unsab Ke Baad Es Nachiz Ko Bhi Yad Rakhna..
- Aap Se Durh Ho Kar Hum Jayenge Kaha,
Aap Jae Sah Dost Hum Payenge Kaha,
Dil Ko Kae Seh Bhi Sambhal Lenge,
Par Aankho Ke Aansu Hum Chupaye Kahan..
- Dosti Ek Aaina Hey Armanon Ke Liye,
Dosti To Ek Sahil Hey Tufanon Ke Liye,
Dosti Ekk Mehfil Hey Anjano Keh Liye,
Dosti Ek Khwaish Hey Aap Jaesa Dost Paane Ke Liye..
- Jab Se Aap Sa Dost Paya Hey,
Jab Se Aapko Jana Hai,
Har Duva Me Aap Ka Naam Aaya Hey,
Dil Karta Hey Puchhu Uss Rab Se Keh,
"Kya Etna Pyaara Dost Sirf Mere Liye Banaya Hey?"..
- Jada Gum Jub Seh Najare Hon Gaye,
Gardish Me Hamare Sitare Hon Gaye,
Nibhae Hai Kuchh Yaaro Neh Dosti Aesi,
Kih Dushman Bhi Dost Seh Pyare Hon Gaye..
0 comments :
Post a Comment